Ramba ki shaadi ke 3 mahine

Ramba ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.

Ramba: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?

Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?

Ramba: 3 mahine.

Biwi: Aur meri shadi ko?

Ramba: 3 mahine.

Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?

Ramba: 3 mahine baad.

Biwi: Total kitne mahine ho gaye?

Ramba: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!

time ka pata hi nahi laga? :D
awesomejokes.in

0 comments: