Ek din pappu samundar me

Ek din pappu samundar me
naha rha tha tabhi achanak dubne lagta hai
Doobne laga to usne pooja ki..
.
"Hey bhagwan,
agar me bach gaya to garib logo ko Biryani khilauga..:))
.
.
tabhi Ek jordaar Lehar aayi or usko sahil par phenk
diya Pappu ne upar dekh k kaha,
.
.
Kaunsi biryani or waha se jane laga...:p
.
.
.
Ek aur lehar aayi or pappu ko wapis le gayi..:((
.
.
.
to pappu kehne laga:"Mera mtlab tha k chicken
biryani ya mutton biryani"

0 comments: